Indian Film History

Teri Meri Yaari Yeh Dosti Hamari, Bhagwan Ko Pasand Hai Aalha Ko Hai Pyari Lyrics

From Daata (1989)

Lyricist
Anjaan
Duration
5:06
Yeh teri meri yaari ye dosti hamari Yeh teri meri yaari ye dosti hamari Bhagwan ko pasand hain Allah ko hai pyari Yeh teri meri yaari ye dosti hamari Yeh teri meri yaari ye dosti hamari Bhagwan ko pasand hain Allah ko hain pyari Yeh teri meri yaari Ho roshan diwali ke diyo mein Pyar hamara jagmagaye Yaaro ki yaari ki yeh shama Bujhe na kisi ke bhujhaye Roshan diwali ke diyo mein Pyar hamara jagmagaye Yaaro ki yaari ki yeh shama Bujhe na kisi ke bhujhaye Tu mera yaar hain mera dildar hain Janmo ka pyar hai dil ka karar hain Yaar tera pyar hi hain Zindagi hamari, de taali Yeh teri meri yaari ye dosti hamari Yeh teri meri yaari ye dosti hamari Bhagwan ko pasand hain Allah ko hain pyari Yeh teri meri yaari Ho..khushiya hain idd ki adhuri, allah Khushiya hain idd ki adhuri Yaara tu jo gale na mil jaye Ho data se mangu main duaye Tujhe meri umar lag jaye Ho..khushiya hain idd ki adhuri Khushiya hain idd ki adhuri Yaara tu jo gale na mil jaye Ho data se mangu main duaye Tu meri jaan hain mera iman hain Tu meri aan hain yaari ki shaan hain Jahan qayamat rahe salamat Dosti hamari, de taali Yeh teri meri yaari ye dosti hamari Yeh teri meri yaari ye dosti hamari Bhagwan ko pasand hai Allah ko hai pyari Yeh teri meri yaari ye dosti hamari Yeh teri meri yaari ye dosti hamari.

More songs from Daata

Teri Meri Yaari Yeh Dosti Hamari, Bhagwan Ko Pasand Hai Aalha Ko Hai Pyari Lyrics - Daata (1989) | Indian Film History