Indian Film History

Naina Lade Lyrics

From Dabangg 3 Hindi (2019)

Singers
Javed Ali
Lyricist
Danish Sabri
Duration
4:59
Dil ki baatein kahi hain Usne palkein jhuka ke Ek nazar usne dekha Humko jo muskura ke Hum jahan the wahin par, khade reh gaye Unse naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye (x2) [Sargam] Jannat mein bhi shayad na ho Koi hoor uss haseen ki tarah Dekha nahi chehre pe humne Kahi noor uss haseen ki tarah Ishq ki woh ibtida hai Husn ki woh inteha hai bakhuda… bakhuda Kya bataun achanak Kya hua hai mujhe Muskura ke jo usne Jab se dekha mujhe Teer nazron ke dil mein gade reh gaye Unse naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade… Naina lade, naina lade ke reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Chashm-e-karam kijiye Sarkaar hamari taraf Dekho idhar bhi ek baar Aye yaar hamari taraf Hai asar yeh ek nazar ka Rog humne umr bhar ka le liya… le liya Dil ki baatein yeh sab Unse jaakar kahein Har ghadi, har samay Uske sang hum rahein Khaab aankhon mein kitne jade reh gaye Unse naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye Naina lade ke lade reh gaye (x2)

More songs from Dabangg 3 Hindi

Naina Lade Lyrics - Dabangg 3 Hindi (2019) | Indian Film History