Insaan Khilona Mitti Ka Lyrics | Dak Babu

Lyricist : Dhaniram
Music Director : Lekhraj Bhakri , Dhaniram
Singer : Balbir
                        
                        insaan khilona mitti mitti ka khilona hai
mitti ka khilona hai, insaan khilona mitti ka
mitti ka khilona hai, mitti ka khilona hai
insaan khilona mitti ka
mitti ka khilona hai, mitti ka khilona hai
insaan khilona mitti ka
mitti ka khilona hai, mitti ka khilona hai
rang rangila bana khilona, bana khilona
sakhat ja ke hua salona, bana khilona
dudh fad mein bachcho ne jab, dudh fad mein dudh fad mein
dudh fad mein bachcho ne jab dharti pe de mara

chur chur wo hua khilona
fir nahi judane waala
insaan khilona mitti ka khilona hai
mitti ka khilona hai, insaan khilona mitti ka
mitti ka khilona hai, mitti ka khilona hai
isi tarah hai teri jindgi, teri jindgi, teri jindgi
isi tarah hai teri jindgi, teri jindgi
kadam kadam par dar hai ki, dar kadam kadam par dar hai
ye hai pani, ye hai pani iski nahi umar hai

manjil hai ye ek safar ki
do din duj karega sath chalegi
ijjat neki aur na koi chalega
jaan bujh kar kyo karta
jaan bujh kar kyo karta, jaan bujh kar
jaan bujh kar kyo karta, tu nadani bande
raah parbhu ki chal kar pagle
kaat jagat ke fande