Zalim Ye Zamane Wale Jab Dard Uthaye Lyrics | Damad

                        
                        zalim ye zamane wale
is dil ka tadapna kya jane

jab dard uthe
jab dard uthe, dil me to
aansu na bahana
jab dard uthe, dil me to
aansu na bahana
royegi to, hans dega ye
bedard zamana, bedard zamana
jab dard uthe

duniya me tera, koi bhi humdard nahi hai
tuta hua
tuta hua dil apna, kisi ko na dikhana
tuta hua dil apna, kisi ko na dikhana
royegi to, hans dega ye
bedard zamana, bedard zamana
jab dard uthe

taqdeer ne armano me, wo aag lagayi
mushkil hai
mushkil hai jise, ae dile nashad bujhana
mushkil hai jise, ae dile nashad bujhana
royegi tu, hans dega ye
bedard zamana, bedard zamana
jab dard uthe
jab dard uthe, dil me to
aansu na bahana
jab dard uthe, dil me to
aansu na bahana
royegi to, hans dega ye
bedard zamana, bedard zamana
jab dard uthe