Har Taraf Andhera Hai Dur Kyu Savera Hai Lyrics | Dansh

                        har taraf andhera hai dur kyun savera hai

sehame sehame manjar hai suni suni raahein hai

darr rahe hain bachche kyun kyun udaas maaye hain
har khushi ke aangan mein dard ka basera hai

sehame sehame manjar hai
kya huwa hai basti ko kaisi yeh udaasi hai

jindagi khud apane hi
khun ki pyaasi hai khun ki pyaasi hai
beasar duwaayein hai waqt pehara hai