Indian Film History

Yeh Kaun Chala Lyrics

From Dard (1947)

Singers
Tun Tun
Music
Naushad
Duration
3:13
Yeh Kaun Chala, Yeh Kaun Chala Yeh Kaun Chala Haaye Yeh Kaun Chala Yeh Kaun Chala Haaye Yeh Kaun Chala Meri Aankhon Mein Sama Kar Meri Rag-Rag Mein Sama Kar Ye Kaun Chala Dil Toot Raha Hai Mera Ji Chhoot Raha Hai Dil Toot Raha Hai Mera Ji Chhoot Raha Hai Aise Bhi Na Jaaye Koi Majboor Bana Kar Aise Bhi Na Jaaye Koi Majboor Bana Kar Meri Aankhon Mein Sama Kar Meri Rag-Rag Mein Sama Kar Ye Kaun Chala Ye Kaun Chala Haaye Ye Kaun Chala Jaag Ae Gham-E-Furaqat Looti Jaati Hai Musarat Looti Jaati Hai Musarat Jaag Ae Gham-E-Furaqat Looti Jaati Hai Musarat Soi Hui Masoom Tamanna Ko Jaga Kar Soi Hui Masoom Tamanna Ko Jaga Kar Meri Aankhon Mein Sama Kar Meri Rag-Rag Mein Sama Kar Ye Kaun Chala Ye Kaun Chala Haaye Ye Kaun Chala Jane Ye Hawayen Yahan Kab Laut Ke Aaye Yahan Kab Laut Ke Aaye Jane Ye Hawayen Yahan Kab Laut Ke Aaye Yahan Kab Laut Ke Aayen Chal Di Meri Kashti Ko Yun Toofan Mein Phansa Kar Meri Aankhon Mein Sama Kar Meri Rag-Rag Mein Sama Kar Ye Kaun Chala Ye Kaun Chala Haaye Ye Kaun Chala.

More songs from Dard