Indian Film History

Mohabbat Badhakar Juda Ho Gaye Lyrics

From Dastan (1950)

Singers
Suraiya
Music
Naushad
Duration
3:27
muhabbat badhaakar judaa ho gaye na socha na samjha khafa ho gaye muhabbat badhaakar judaa ho gaye na socha na samjha khafa ho gaye wafaon ka badla sitam se diya sitam se diya wafaon ka badla sitam se diya sitam se diya ghadi bhar mein tum kya se kya ho gaye ghadi bhar mein tum kya se kya ho gaye muhabbat badhakar juda ho gaye na socha na samjha khafa ho gaye zamane mein kisko ham apna kahe ham apnaa kahe zamane mein kisko ham apna kahe ham apnaa kahen are jab tumhi bewafa ho gaye are jab tumhi bewafa ho gaye muhabbat badhakar juda ho gaye na socha na samjha khafa ho gaye

More songs from Dastan

Mohabbat Badhakar Juda Ho Gaye Lyrics - Dastan (1950) | Indian Film History