Indian Film History

Jai Siyaram Lyrics

From Dav Pech (1989)

Lyricist
Indeevar
Duration
7:04
Jai siyaram jai siyaram Sar pe paghadi hath mein laathi Munh mein daale paan hummm… Sar pe paghadi hath mein laathi Munh mein daale paan Seher mein aaya gaaon waala Logo karo pranaam Seher mein aaya gaaon waala Logo karo pranaam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram Tumne to pehane Ghunaho ke ghehane Auro ki khushiyan churaayi Are dhoti aur kurate ki khilli Udaate ho mehanat ki hain ye kamaai Haan saare sarifo ke Cheharo pe pal mein Chahun to parade utha doon Do haath mere hazaron pe bhaari Dekho to kartab dikha doon Kaam kardoon tumhara tammam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram Chaand aur suraj ko badhake hain Mujhko pehanake hatho ki roti Main pyaar auro ka na taaku na jhaaku Na neeyat nahi meri khoti Ek raag hotho par ek aag seene mein Paapo ki lanka jhala doon Seeta ka daaman chhule jo raavan Raavan ki hasti mitta doon Pyaar hi pyaar mera paigaam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram Mamta se chhalek Mann bahon mein apna Pyaar ki veerasat hain paayi Are ganaga se paawan Jo gaaon ki mitti Usse tam mann mein humne basayi Hain kahan woh ram Lakshman se bhai Hain kahan woh seeta maai Aaya yaad phir se tumhein Sikshan jo tumne bhulaayi Sikha longe to aayegi kaam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram Sar pe paghadi hath mein laathi Munh mein daale paan Seher mein aaya gaaon waala Logo karo pranaam pranaam Seher mein aaya gaaon waala Logo karo pranaam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram.

More songs from Dav Pech

Jai Siyaram Lyrics - Dav Pech (1989) | Indian Film History