Indian Film History

Madad Ki Jiye Taajdaar Lyrics

From Dayar E Madina (1975)

Duration
3:21
Ya rasool-il-allah Ya rasool-il-allah Mehboob e khudaa Mehboob e khudaa Ya mustafaa ya mustafaa Choom loon ek baar Aankhon se ye nooraani zameen Bekason par ek nazar Ya rehmat-ul-il-aalami Madad keejiye taajdaar e madina Madad keejiye taajdaar e madina Hum aankhon se dekhen dayaar e madina aa Dayaar e madina Madad kijiye taajdaar e madina Jahaan baadshah sar-nigoon ghoomte hain Farishte jahaan ki zameen choomte hain Azaan pe jahaan aulia jhoomte hain Hai jaan e bahaaraan bahaar e madina Madad keejiye taajdaar e madina Madad keejiye taajdaar e madina Ye kaise adab ke maqaam aa rahe hain Ke arsh e bari se salaam aa rahe hain Sh’h e do jahaan ke ghulaam aa rahe hain Dil o jaan karenge nissaar e madina Madad kijiye taajdaar e madina Madad kijiye taajdaar e madina Yaa habeebi khudaa aa aaa aa Sal-lallaah u ale-hi-vasal Yaa rasool e khudaa aa aa aa Sal-lallaah u ale-hi-vasal Ya mustafaa ya mustafaa Ya mustafaa Ye qur’aan ki manzil watan hai nabi ka Mila khuld se raasta is gali ka Yahin se milaa hai pataa zindagi ka Mubaarak hai har yaadgaar e madina Madad kijiye taajdaar e madina Madad kijiye taajdaar e madina Hum aankhon se dekhen Dayaar e madina aa aa aa Dayaar e madina Sal-lallaah u ale-hi-vasal Yaa rasool-ul-llaah. . . Sal-lallaah u ale-hi-vasal Mehboob-e-khudaa. . . Ya mustafaa, ya mustafaa Ya mustafaa, ya mustafaa Ya mustafaa, ya mustafaa.

More songs from Dayar E Madina

Madad Ki Jiye Taajdaar Lyrics - Dayar E Madina (1975) | Indian Film History