Indian Film History

Kya Karoon Dil Kahin Pe Kho Gaya Lyrics

From Delhi Junction (1960)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
3:07
kya karu dil kahi pe kho gaya jane do ho na tha jo ho gaya kya karu dil kahi pe kho gaya itna roka itna toka par sambhala na gaya kya karu dil kahi pe kho gaya jane do ho na tha jo ho gaya kya khata thi ye najar ki ya dilo ka josh tha aankh milte ho gaya kya kisko itna hosh tha dekhti hi rah gayi mai dekhti hi rah gayi mai jane kya ho gaya kya karu dil kahi pe kho gaya jane do ho na tha jo ho gaya pyar se na bach sakoge fir ye darna kisliye sochte the dil lagana aahe bharna kisliye fir bhi dhokha kha hi baithe fir bhi dhokha kha hi baithe pyar ho hi gaya kya karu dil kahi pe kho gaya jane do ho na tha jo ho gaya itna roka itna toka par sambhala na gaya kya karu dil kahi pe kho gaya jane do ho na tha jo ho gaya

More songs from Delhi Junction

Kya Karoon Dil Kahin Pe Kho Gaya Lyrics - Delhi Junction (1960) | Indian Film History