Indian Film History

Kal Talak Hum Thik Tha Lyrics

From Detective (1958)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:36
Kal talak hum thik tha Aaj hame kya ho gaya Kal talak hum thik tha Aaj hame kya ho gaya Dil bhi hamko chod ke Kya paraya ho gaya Kal talak hum thik tha Aaj hame kya ho gaya Ye machalti rat aati Mausam bekarar Chup gaya kyu ched Kar mere dil ke tar Mere dil ke tar Mere dil ke tar Hum idhar hai jagta Tum udhar kya so gaya Hum idhar hai jagta Tum udhar kya so gaya Dil bhi hamko chod ke Kya paraya ho gaya Kal talak hum thik tha Aaj hame kya ho gaya Hum to kab se dil ko Thame baithe the janab Jhum uthe aa gaya Jab aaho ka jawab Aaho ka jawab Aaho ka jawab Hum tumhare khwab me Tumse pahle kho gaya Hum tumhare khwab me Tumse pahle kho gaya Dil bhi hamko chod ke Kya paraya ho gaya Kal talak hum thik tha Aaj hame kya ho gaya Chand se kahdo ab na Jaye ab na jaye rat Hamko dekhe or jhume Taro ki barat taro ki barat Taro ki barat Log jalte hai jale hum Tumhara ho gaya Log jalte hai jale hum Tumhara ho gaya Dil bhi hamko chod ke Kya paraya ho gaya Kal talak hum thik tha Aaj hame kya ho gaya Kal talak hum thik tha Aaj hame kya ho gaya.

More songs from Detective

Kal Talak Hum Thik Tha Lyrics - Detective (1958) | Indian Film History