Indian Film History

Khoya Paaya Lyrics

From Dhamaka (2021)

Duration
3:11
Aankho Mein Jo Paani Sa Hain Dheere Dheere Beh Jayega Jiske Piche Bhaga Tha Tu Tere Piche Reh Jayega Khoya Paaya Tune Hain Kya Ab Tu Kaahe Ginti Kare Jeena Tha Jab Jiya Nahi Ab Jeene Ki Vinti Kare Khoya Paaya Tune Hain Kya Ab Tu Kaahe Ginti Kare Jeena Tha Jab Jiya Nahi Ab Jeene Ki Vinti Kare Jeevan Phir Se Milna Nahi Jee Le Jee Le Jee Le Abhi Jeevan Phir Se Milna Nahi Jee Le Jee Le Jee Le Abhi Sikhe Jo Bhi Bhula Tha Tu Jaate Jaate Dohrayega Bande Tera Saara Aham Tere Aage Dhah Jayega Khoya Paaya Tune Hain Kya Ab Tu Kaahe Ginti Kare Jeena Tha Jab Jiya Nahi Ab Jeene Ki Vinti Kare Jeevan Phir Se Milna Nahi Jee Le Jee Le Jee Le Abhi Asato Maa Sadgamaya Tamaso Maa Jyotirgamaya Asato Maa Sadgamaya Mrityorma Amritamgamaya.
Khoya Paaya Lyrics - Dhamaka (2021) | Indian Film History