Indian Film History

Bolo Bolo Main Hoon Lyrics

From Dhanwaan (1993)

Duration
7:38
Bolo bolo main hoon kaun Main lawaris hoon ya don Ya natwarlal ya mahan Sahanasha ya tufan Bolo bolo main hoon kaun Main lawaris hoon ya don Ya natwarlal ya mahan Sahanasha ya tufan Ho mujhe kya pata kya nam hai Ho mujhe kya pata tu kon hai Re mujhe kya pata kya kam hai Aashik kahle ya deewana Bhwra kahle ya parwana Mera nam agar malum nahi Mera nam agar malum nahi Aashik kahle ya deewana Mera nam agar malum nahi Aashik kahle ya deewana Sabke labo pe hai meri bate Main hoon dilo ka afsana Mera nam agar malum nahi Aashik kahle ya deewana Sabke labo pe hai meri bate Main hoon dilo ka afsana Ha baba tera naam Mujhe malum nahi Dur yu na jao dilruba Jara dekho mera hal Pas mere aao to jara Tumse puchu ek sawal Ishk kise kahte hai Urdu ka labj hai Prem kise kahte hai Sanskrit ka sabd hai Love kise kahte hai Ho english ka word hai Tum kitni nadan ho Muskil hai tumhe samjhana Mera naam agar malum nahi Mera naam agar malum nahi Aashik kahle ya deewana Mera nam agar malum nahi Aashik kahle ya deewana Sabke labo pe hai meri bate Mai hu dilo ka afsana Na na tera naam Mujhe malum nahi Aankh to milao janeman Mujhpe karlo etbar Bat meri mano gulbadan Ab karo na bekarar Tan ko jara chhune do Hoti hai gudgudi Baho me bharne do Sanse ruki meri Ho pyar mujhe karne Do ho aati hai saram si Raz eye mohabbat jan lo Ab chhod bhi do sarmana Mera naam agar malum nahi Aashik kahle ya deewana Mera nam agar malum nahi Aashik kahle ya deewana Mera naam agar malum nahi Aashik kahle ya deewana Sabke labo pe hai meri bate Main hoon dilo ka afsana Mera nam agar malum nahi Aashik kahle ya deewana Sabke labo pe hai meri bate Main hoon dilo ka afsana Oh fo tera naam Mujhe malum nahi.

More songs from Dhanwaan

Bolo Bolo Main Hoon Lyrics - Dhanwaan (1993) | Indian Film History