JA RA KARE BADRA Lyrics | Dharti Kahe Pukar Ke

                        
                        jaa re kaare badaraa balam ke dwaar -2
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar
jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar
wahii.n jaa ke ro
jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar

kinakii palak se palak morii ulajhii -2
nipaT anaa.Dii se laT morii ulajhii
ki laT ulajhaa ke mai.n to ga_ii haar

wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar
wahii.n jaa ke ro
jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar

a.ng unhii.n kii lahariyaa samaa_ii -2
tabahuu.N naa puuchhe.n luu.N kaahe a.nga.Daa_ii
ke sau sau bal khaa ke mai.n to ga_ii haar

wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar

thaam lo ba_iyaa.N chunar samajhaave -2
garawaa lagaa lo kajar samajhaa_o
ke sab samajhaa ke mai.n to ga_ii haar

wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar
wahii.n jaa ke ro
jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar -2