Indian Film History

Mera Tohfa Tu Kar Le Kabool Lyrics

From Dhartiputra (1993)

Duration
5:12
Mera tohfa tu kar le kabool Maf karna hui mujhse bhul Kyoki sone pe chhai mahngai Mai chandi le aayi Kyoki sone pe chhai mahngai Mai chandi le aayi Mera tohfa tu kar le kabool Maf karna hui mujhse bhul Kyoki lehanga hua bada mahanga Mai chunri le aaya Kyoki lehanga hua bada mahanga Main chunri le aaya Mera tohfa tu kar le kabool Maf karna hui mujhse bhul Kyoki sone pe chhai mahngai Mai chandi le aayi Kyoki sone pe chhai mahngai Mai chandi le aayi Chain dil ko mere yaar de de O mujhko tohfa nahi pyar de de Dil ke badle tujhe dil diya hai Pyar maine to tujhse kiya hai Chhod de in bato ko Bhul ja saugato ko Bhul na payega dil In hansi mulakato ko Mera tohfa tu kar le kabool Maf karna hui mujhse bhul Kyoki lehanga hua bada mahanga Main chunri le aaya Kyoki sone pe chhai mahngai Mai chandi le aayi Yaha jisko mili hai mohabbat Mil gayi usko duniya ki daulat Re pyar kisko hai daulat se milta Ae sathi hai kismat se milta Chhod dunga ye jaha Sath tera na chhodunga Hai kiya wada maine Ye kasam na todunga Mera tohfa tu kar le kabool Maf karna hui mujhse bhul Kyoki sone pe chhai mahngai Main chandi le aayi Kyoki sone pe chhai mahngai Mai chandi le aayi Mera tohfa tu kar le kabool Maf karna hui mujhse bhul Kyoki lehanga hua bada mahanga Main chunri le aaya Kyoki lehanga hua bada mahanga Mai chunri le aaya Kyoki sone pe chhai mahngai Main chandi le aayi Kyoki lehanga hua bada mahanga Mai chunri le aaya.

More songs from Dhartiputra