Indian Film History

Main Hoon Apni Lagan Ka Mara Lyrics

From Diamond King (1961)

Singers
Mukesh
Lyricist
Kaif Irfani
Duration
3:04
Main hoon apni lagan ka mara Jidhr chal pada chal pada Ho main hoon apni lagan ka mara Jidhr chal pada chal pada Main hoon apni lagan ka mara Jidhr chal pada chal pada Ho main hoon apni lagan ka mara Main hoon apni hi dhun me magan Main hoon pyar ke man ka gagan Main hoon apni hi dhun me magan Main hoon pyar ke man ka gagan Koi kli to main hoon chaman Koi geet to main hoon ek tara Main hoon apni lagan ka mara Main hoon apni lagan ka mara Jidhr chal pada chal pada Ho main hoon apni lagan ka mara Mai kya janu ke kya hai jahan Meri nazro me chhalke arman Mai kya janu ke kya hai jahan Meri nazro me chhalke arman Mere dil me khushi ke tufan Koi lehar to main hoon kinara Main hoon apni lagan ka mara Main hoon apni lagan ka mara Jidhr chal pada chal pada Ho main hoon apni lagan ka mara Liye nazro me man ki lagi Zara bahka hoon main jo kabi Liye nazro me man ki lagi Zara bahka hoon main jo kabi Lagi kahne bahare sabhi Zara dekh idhr do bara Main hoon apni lagan ka mara Main hoon apni lagan ka mara Jidhr chal pada chal pada Ho main hoon apni lagan ka mara.

More songs from Diamond King

Main Hoon Apni Lagan Ka Mara Lyrics - Diamond King (1961) | Indian Film History