Main Tumhara Lyrics | Dil Bechara

                        
                        Tum Na Huye Mere To Kya
Hmm..Tum Na Huye Mere To Kya
Main Tumhara Main Tumhara
Main Tumhara Raha
Mere Chanda Main Tumhara Sitaara Raha
Rishta Raha Bas Rait Ka
Ae Samundar Main Tumhara Kinaara Raha
Main Tumhara Main Tumhara Tumhara Raha

Main Jaadon Ke Mahine Ki Tarah
Aur Tum Ho Pashmine Ki Tarah
Main Deewaro Ki Tarah Hun
Tum Jaise Ho Dareecha
Main Bageecha Jo Tumne Seencha

Tum Na Huye Mere To Kya
Hmm..Tum Na Huye Mere To Kya
Main Tumhara Main Tumhara
Main Tumhara Raha
Mere Chanda Main Tumhara Sitaara Raha
Rishta Raha Bas Rait Ka
Ae Samundar Main Tumhara Kinaara Raha
Main Tumhara Main Tumhara Tumhara Raha
Tum Na Huye Mere To Kya.