Indian Film History

Mujhko Is Raat Ki Tanhai Mein Awaaz Na Do (By Mukesh) Lyrics

From Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)

Singers
Mukesh
Duration
9:12
mujhko is raat ki tanhai me aavaaz na do aavaaz na do, aavaaz na do jiski aavaaz rula de mujhe vo saaz na do vo saaz na do, aavaaz na do roshni ho na saki dil bhi jalaya maine tumko bhula bhi nahi laakh bhulaya maine main paresha hu mujhe aur paresha na karo aavaaz na do kis kadar roz kiya mujhse kinara tumne koi bhatakega akela ye na socha tumne chhup gaye ho to mujhe yaad kiya na karo aavaaz na do mujhko is raat ki tanhai me aavaaz na do aavaaz na do, aavaaz na do jiski aavaaz rula de mujhe vo saaz na do vo saaz na do, aavaaz na do

More songs from Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere

Mujhko Is Raat Ki Tanhai Mein Awaaz Na Do (By Mukesh) Lyrics - Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) | Indian Film History