Indian Film History

Ruk Meri Rani Na Kar Aana Kaani Lyrics

From Dil Daulat Duniya (1972)

Duration
4:01
Ruk Ruk meri rani na kar aana kani Sun to kahani najar ki jubani Ho monalisa ho monalisa Pyasi nigahe machali bahe Tujhi ko hai chahe tujhi ko bulaye Ho monalisa ho monalisa Teri najar jis pe padi Fir wo kahi ka na raha Jo bhi sanam tera hua Wo na kisi ka ho saka Ha tu jaha mai waha mai waha Ruk meri rani na kar aana kani Sun to kahani najar ki jubani Ho monalisa ho monalisa Ab to yaki kar lo mera Humsa kahi na paogi Jao kahi shola badan Laut ke fir bhi aaogi Ha tu jaha mai waha mai waha Ruk meri rani na kar aana kani Sun to kahani najar ki jubani Ho monalisa ho monalisa Laya hu mai dil ka kamal Ye to hai tere waste Ek safar ek dagar ek hai apne raste Ha tu jaha mai waha mai waha Ruk meri rani na kar aana kani Sun to kahani najar ki jubani Ho monalisa ho monalisa Pyasi nigahe machali bahe Tujhi ko hai chahe tujhi ko bulaye Ho monalisa ho monalisa.

More songs from Dil Daulat Duniya

Ruk Meri Rani Na Kar Aana Kaani Lyrics - Dil Daulat Duniya (1972) | Indian Film History