Nadaniyan Kar Jati Hain Lyrics | Dil Jo Na Keh Saka

                        nadaniya kar jaati hai, aksar khadi pareshaniya
josh sang rakh hosh bhi, khud se na kar tu baimaniya

jawa hone ke naate, batani hai kuch baatein
fisal na jaana iss umar me aake
junoon ki hai rawani, fitoori hai shaitani
dhuaye me na udaana ye jawaniya

nadaniya kar jaati hai, aksar khadi pareshaniya
josh sang rakh hosh bhi, khud se na ker baimaniya

lagta hai hum to gaye, kahi ke hum na rahe
pyar me hum to pad gaye kaise
ek haath taali kar li, dil ne gulami kar li
usko magar hum kahe kaise

tum bolo naa bole dikhti hai chemistry
sabne notice kiya
tere mere bare mai gossip hai baaton ka topic
kuch to hai chal raha

nadaniya kar jaati hai, aksar khadi pareshaniya
josh sang rakh hosh bhi, khud se na kar tu baimaniya

dil mera mujh se lade, teri wakalat kare
tujhko hi dhunde aate, jaate, dil ye begana hua
ishq bahana hua, tere siva na koi baatein

teri meri jodi jamti hai
apni to banti hai, karungi teri kadar
choice bhi apni matching hai,ke goodess setting hai
we are made for each other