Pyar Ke Liye Char Pal Kam Nahee The Lyrics | Dil Kya Kare

Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : Veena Devgan , Jatin-Lalit
Singer : Alka Yagnik
                        
                        pyar ke liye char pal kam nahi the
pyar ke liye char pal kam nahi the
pyar ke liye char pal kam nahi the
kabhi tum nahi the, kabhi ham nahi the
kabhi tum nahi the, kabhi ham nahi the
pyar ke hasin kab yeh mausam nahi the
kabhi tum nahi the, kabhi ham nahi the
kabhi tum nahi the, kabhi ham nahi the
yeh din barso ke baad aaya
kuchh tumhe kuchh hame yad aaya
kasak phir yeh dil me uthi hai
honto peh baat aake ruki hai
kabhi itne majbur toh ham nahi the
kabhi itne majbur toh ham nahi the
pyar ke liye char pal kam nahi the
pyar ke hasin kab yeh mausam nahi the
kabhi tum nahi the kabhi ham nahi the
kabhi tum nahi the kabhi ham nahi the
agar tum yeh dil mang lete
jaan-e-man ham tumhe jaan dete
tumhe kaise ham bhul jate
mar ke bhi tum hame yad aate
tumhe hai pata bewafa ham nahi the
tumhe hai pata bewafa ham nahi the
pyar ke liye char pal kam nahi the
pyar ke liye char pal kam nahi the
kabhi tum nahi the, kabhi ham nahi the
kabhi tum nahi the, kabhi ham nahi the
pyar ke hasin kab yeh mausam nahi the
kabhi tum nahi the, kabhi ham nahi the
kabhi tum nahi the, kabhi ham nahi the