Indian Film History

Yun Chaal Chalo Na Matwali Lyrics

From Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)

Lyricist
G L Rawal
Duration
4:09
Yun chaal chalo na matwali Is dil pe qayaamat aati hai Yun chaal chalo na matwali Is dil pe qayaamat aati hai Naagin ko bhi dhokhaa Hota hai jab teri kamar haay haay Jab teri kamar balakhati hai Yun chaal chalo na matwali Shaanon pe gira do zulfon ko Dopahar ki garmi kya shay hai Shaanon pe gira do zulfon ko Dopahar ki garmi kya shay hai Suraj pe siyaahi chhaa jaae jab Zulf teri taubaa taubaa Jab zulf teri laharaati hai Yun chaal chalo na matwali Sab jhuth Yun ham pe hasna thik nahin Duniyaa ki nazar lag jaaegi Yun ham pe hasna thik nahin Duniyaa ki nazar lag jaaegi Koi phul samajh kar chum Na le jab teri hansi waah waah Jab teri hansi khil jaati Hai yun chaal chalo na matwali Lo nahin hansate Qurbaan nahin ke kahane par Aise hi zubaan se haan kah do Qurbaan nahin ke kahane par Aise hi zubaan se haan kah do Chhota saa ye lafz e Mohabbat hai tasqin badi Allaah tasqin badi mil jaati hai Yun chaal chalo na matwali Is dil pe qayaamat aati hai Yun chaal chalo na matwali.

More songs from Dil Ne Phir Yaad Kiya