Yu Na Tan Ke Chalo Lyrics | Dil Ne Pukara

Lyricist : Indeevar
Music Director : Mohan , Kalyanji-Anandji
Singer : Manna Dey
                        
                        Yu na tan ke chalo yu na ban ke chalo
Yu na tan ke chalo yu na ban ke chalo
Rahgiro ki niyar badal jaye na
Tum ho itni hasi dekhte hi kahi
Rup ki aag me koi jal jaye na
Yu na tan ke chalo

Aaj kal to tumhari badi shan hai
Aaj kal to tumhari badi shan hai
Tum jawa ho khuda bhi meharban hai
Ho mai jo pagal hua to azab kya hua
Tum jo bande pe bigdi sabab kya hua
Julmi najariya bholo suratiya
Wari wari jau mai
Yu na tan ke chalo yu na ban ke chalo
Yu na tan ke chalo yu na ban ke chalo
Rahgiro ki niyar badal jaye na
Yu na tan ke chalo

Thoda amrit jahar thoda thodi sharab
Thoda amrit jahar thoda thodi sharab
Jab mile tab bana hai tumhara sabab
Sahar walo ka iman khatre me hai
Aye meri ja meri jan khatre me hai
Julmi najariya bholo suratiya
Wari wari jau mai
Yu na tan ke chalo
Yu na tan ke chalo yu na ban ke chalo
Yu na tan ke chalo yu na ban ke chalo
Rahgiro ki niyar badal jaye na
Yu na tan ke chalo.