Indian Film History

Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai Lyrics

From Dil Pardesi Ho Gayaa (2003)

Duration
5:31
Ye taazgi ye naazuki ye saadgi tu kaun kahaan se aayi hai Ye husn kahaan se laayi hai Tu kaun kahaan se aayi hai Ye husn kahaan se laayi hai tera noor nahin insano saa Kya khuda se milkar aayi hai Kya khuda se milkar aayi hai Teri aankhen baatein karti hain Jaise lahrein baatein karti hain Kya guzar hua hai gulshan se Yaa phoolon se nahaa ke aayi hai tera noor nahin insano saa Kya khuda se milkar aayi hai Kya khuda se milkar aayi hai Amrit kaa ras honton mein bharaa Kya paakiza hai naam tera Dhadkan ki tarah se chalti hai Kya dil bankar aayi hai tera noor nahin insano saa Kya khuda se milkar aayi hai Kya khuda se milkar aayi hai Is jahaan mein kiski amaanat hai Tu kiske dil ki mohabbat hai Hai kaun nasibon wala jiski Tu dulhan bankar aayi hai tera noor nahin insano saa Kya khuda se milkar aayi hai Kya khuda se milkar aayi hai Tu kaun kahaan se aayi hai Ye husn kahaan se laayi hai tera noor nahin insano saa Kya khuda se milkar aayi hai Kya khuda se milkar aayi hai.

More songs from Dil Pardesi Ho Gayaa

Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai Lyrics - Dil Pardesi Ho Gayaa (2003) | Indian Film History