Din Dhal Gaya Hai Lyrics | Dil Tera Deewana

                        
                        Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Kal kar lena janam tum baki ka pyar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar

Thahro jara do gadi jane ja
Abi thik se tumko dekha kaha
Thahro jara do gadi jane ja
Abi thik se tumko dekha kaha
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar

Dhadkan se bhi tej ab to
Ghadiya ye chalne lagi hai
Dhadkan se bhi tej ab to
Ghadiya ye chalne lagi hai
Rrukhne ki baat ab to yara
Mujhko khalne lagi
Hum waqt ko rok lenge sanam
Tum bhi jara roke apne kadam
Hum waqt ko rok lenge sanam
Tum bhi jara roke apne kadam
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar

Apne diwane pe itna kyu
Tum sitam kar rahi ho
Apne diwane pe itna kyu
Tum sitam kar rahi ho

Hum sath hai jab tumhare
Phir kisliye dar rahi ho
Is pal jo main ja na payi agar
Phir na main ja sakungi ghar
Is pal jo main ja na payi agar
Phir na main ja sakungi ghar

Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Kal kar lena janam tum baki ka pyar
Kyu ja rahi ho kar lo todha sa pyar
Kyu ja rahi ho kar lo todha sa pyar.