Indian Film History

Mera Mulk Mera Desh Lyrics

From Diljale (1996)

Lyricist
Javed Akhtar
Duration
5:13
Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Is ki mitti se bane tere mere yeh badan Is ki dharti tere mere vaaste gagan Is ne hi sikhaya humko jeene ka chalan Jeene ka chalan Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Apne is chaman ko swarg hum banayenge Kona kona apne desh ka sajayenge Jashn hoga zindagi ka honge sab magan Honge sab magan Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman.

More songs from Diljale