Indian Film History

Dupatta Odhe Nikle Bahara Lyrics

From Dillagi (1966)

Duration
4:13
Dupatta odhe nikli bahara Dekho yara ye gulbadani Dupatta odhe nikli bahara Dekho yara ye gulbadani Jab thami ungli mehandi wali Chubh gaye dil me khara Dupatta odhe nikli bahara Dekho yara ye gulbadani Najuk badan pe sab hai Mere hi dage jigar ke gulbute Rama mere hi dage Jigar ke gulbute Par jo kaha yahi pyar se to Kahne lagi chal jhuthe Wo rangi se ikrara the Or hum samjhe inkara the Dekho yara ye gulbadani Dupatta odhe nikli bahara Dekho yara ye gulbadani Oho surma laga udhar to Yaha pe dariya baha hai aasu ka Rama dariya baha hai aasu ka Jab pan khake jalim chali To hamne yaha lahu thuka Jite hai na ab to marte hai Ham hai dil ke bimara Dekho yara ye gulbadani Dupatta odhe nikli bahara Dekho yara ye gulbadani Dekha to hai hame pyar se Isi ki abhi jarurat hai Oho isi ki abhi jarurat hai Ulfat kare to kya baat hai Ke thukra bhi de to kismat hai Ye sartaze mohabbat Ye jane dildara Dekho yara ye gulbadani Dupatta odhe nikli bahara Dekho yaranye gulbadani Jab thami ungli mehandi wali Chubh gaye dil me khara Dupatta odhe nikli bahara Dekho yara ye gulbadani.

More songs from Dillagi

Dupatta Odhe Nikle Bahara Lyrics - Dillagi (1966) | Indian Film History