Indian Film History

Duniya Kya Jaane Lyrics

From Dillagi (1949)

Singers
Suraiya
Music
Naushad
Duration
3:15
duniya kya jane mera afsana kyon gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jane mera afsana kyon gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jane ho o o neend na aye dil bas mein nahi tu hai kahen to piya main hoon kahen neend na aye dil bas mein nahi tu hai kahen to piya main hoon kahen o sajanwa re o balamwa re chandani raten aur ye saman rut bhi anokhi main bhi jawan main bhi deewani tu bhi deewana phir kaise bete mausam suhana rat kate na bin tere piya aja akele nahi lage jiya rat kate na bin tere piya aja akele nahi lage jiya o sajanwa re o balamwa re jhilmil tare mast hava ched de murali aa ke zara tere sang gaon main kya gana sun-sun ke jisko nache zamana duniya kya jane mera afsana kyon gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jane

More songs from Dillagi

Duniya Kya Jaane Lyrics - Dillagi (1949) | Indian Film History