Indian Film History

Tere Liye Lyrics

From Dilliwaali Zaalim Girlfriend (2015)

Duration
4:56
Saanson mein tu hi basa Nazron mein aalam tera Zakhm ban gayi ranjishein Maine kya na kiya tere liye.. Hmmm.. Duniya ko chhoda Munh apno ne moda Kyun tu mera ho na sakaa, tere liye.. Duniya ko chhoda Munh apno ne moda Kyun tu mera ho na sakaa, tere liye.. Woh o… Lagan saanu preet tere di soneya Kaanu kol hoke vi door honiya Saanu ishqe da mila koi naa Bas ruswaai judaai teri daa Teri aa main teri aa kendi rawaan, haaye Tere bin ek pal vi main na sahaan Teri aa main teri aa kendi rawaan, haaye Tere bin ek pal vi main na sahaan Kya thi ye meri khataa, de mujhko bataa Kyun ye diya tha sila, tune mere pyar ka Chaahun main tujhko jaan-e-jaan tujhko bepanah Hasrat meri hai bayaan ye dastaan Rasm ban gayi saazishein Maine kya na kiya tere liye.. Duniya ko chhoda Munh apno ne moda Kyun tu mera ho na sakaa, tere liye.. Duniya ko chhoda Munh apno ne moda Kyun tu mera ho na sakaa, tere liye.. Duniya ko chhoda Munh apno ne moda Kyun tu mera ho na sakaa, tere liye..

More songs from Dilliwaali Zaalim Girlfriend

Tere Liye Lyrics - Dilliwaali Zaalim Girlfriend (2015) | Indian Film History