Indian Film History

Dil Mein Kisi Ka Pyaar Lyrics

From Dilruba (1950)

Duration
2:36
Dil Mein Kisi Ka Pyaar Basaa Le Haay Pyaar Basaa Le Haay Ye Duniya Do Din Ki Haay Ye Duniya Do Din Ki, Do Din Ki Dil Mein Kisi Ka Pyaar Basaa Le Haay Pyaar Basaa Le Haay Ye Duniya Do Din Ki Haay Ye Duniya Do Din Ki, Do Din Ki Jeena Hai To Hans Ke Jiye Jaa Ghadi Do Ghadi Pyaar Kiye Jaa Jeena Hai To Hans Ke Jiye Jaa Ghadi Do Ghadi Pyaar Kiye Jaa Ghadi Do Ghadi Pyaar Kiye Jaa Kisi Pe Apnaa Aap Mitaa Ke Kisi Ko Apnaa Banaale Haay Ye Duniya Do Din Ki Haay Ye Duniya Do Din Ki, Do Din Ki Kisi Shamaa Ka Ban Parwaana Duniya Laakh Kahe Deewaana Kisi Shamaa Ka Ban Parwaana Duniya Laakh Kahe Deewaana Duniya Laakh Kahe Deewaana Pyaar Mein Jalna Hi Jeena Hai Apnaa Aap Jalaale Haay Ye Duniya Do Din Ki Haay Ye Duniya Do Din Ki, Do Din Ki Ulfat Aankhon Ki Naadaani Naadaani Par Badi Suhaani Ulfat Aankhon Ki Naadaani Naadaani Par Badi Suhaani Naadaani Par Badi Suhaani Aankhon Ka Ye Khel Khel Le Aankh Se Aankh Milaale Aankhon Ka Ye Khel Khel Le Aankh Se Aankh Milaale Haay Ye Duniya Do Din Ki Haay Ye Duniya Do Din Ki Do Din Ki Dil Mein Kisi Ka Pyaar Basaa Le Haay Pyaar Basaa Le Haay Ye Duniya Do Din Ki Haay Ye Duniya Do Din Ki, Do Din Ki.

More songs from Dilruba

Dil Mein Kisi Ka Pyaar Lyrics - Dilruba (1950) | Indian Film History