Indian Film History

Bhari Duniya Mein Akhir Dil Lyrics

From Do Badan (1966)

Music
Ravi
Duration
5:03
Bhari duniya mein aakhir dil ko Samajhhaane kaha jaaye Bhari duniya mein aakhir dil ko Samajhhaane kaha jaaye Mohabbat ho gai jin ko Woh deewane kaha jaaye Bhari duniya mein aakhir dil ko Samajhhaane kaha jaaye Bhari duniya Lage hain shammaa par Pahare zamaane ki nigaahon ke Lage hain shammaa par Pahare zamaane ki nigaahon ke Zamaane ki nigaahon ke Jinhen jalane ki hasarat hai Jinhen jalane ki hasarat hai Wo paravaane kaha jaaye Mohabbat ho gai jin ko Wo divaane kaha jaaye Bhari duniya mein aakhir dil ko Samajhhaane kaha jaaye Bhari duniya Sunaana bhi jinhen mushkil Chhupaana bhi jinhen mushkil Sunaana bhi jinhen mushkil Chhupaana bhi jinhen mushkil Chhupaana bhi jinhen mushkil Zara tu hi bata ai dil Zara tu hi bata ai dil woh Afasaane kaha jaaye Mohabbat ho gai jin ko woh Deewane kaha jaaye Bhari duniya mein aakhir dil ko Samajhhaane kaha jaaye Bhari duniya Nazar mein uljane dil mein Hai aalam beqaraari ka Nazar mein uljane dil mein Hai aalam beqaraari ka Hai aalam beqaraari ka Samajh mein kuchh nahin aata Samajh mein kuchh nahin aata Wo tufaane kaha jayen Mohabbat ho gai jin ko woh Deewane kaha jaaen Bhari duniya mein aakhir dil ko Samajhhaane kaha jaaye Bhari duniya.

More songs from Do Badan

Bhari Duniya Mein Akhir Dil Lyrics - Do Badan (1966) | Indian Film History