Ae Dil Ye Bata Lyrics | Do Bhai

Lyricist : Jan Nisar Akhtar
Music Director : Vishram Bedekar , N Dutta
Singer : Mukesh
                        
                        Ae dil ye bata
Ye bata ye bata
Kya mujhe
Ho gayaa
Main kahaan
Kho gayaa
Par tujhe kya pataa
Kyaa pataa
Ae dil ye bata

Har hansi jurm hai
Har khushi jurm hai
Kya khabar
Kis liye
Zindagi jurm hai
Aadmi se huyi kya khata
Ae dil ye bata
Ye bata, ye bata
Kya mujhe
Ho gayaa
Main kahaan
Kho gayaa
Par tujhe kya pataa
Kyaa pataa
Ae dil ye bata

Bekasi ke siwaa
Kyaa rahaa
Kuchh nahin
Mere dil ab mera
Aasraa kuchh nahin
Kam se kam
Tu mujhe na sataa
Ae dil ye bata
Ye bata ye bata
Kya mujhe
Ho gayaa
Main kahaan
Kho gayaa
Par tujhe kya pataa
Kyaa pataa
Ae dil ye bata.