Indian Film History

Naihar Ke Geet Main Gaaun Lyrics

From Do Dulhe (1955)

Duration
2:13
Naihar ke geet main gaaun Naihar ke geet main gaaun Babul ka bhaag sajaau re Naihar ke geet main gaaun re Naihar ke geet main gaaun Babul ka bhaag sajaau re Naihar ke geet main gaaun re Bor bayi main gayi bhag me O ho main gayi bhag me Bor bayi main gayi bhag me O ho main gayi bhag me Hath liye jaljari Koyal ku ki ambua Dhari ho gayi main matwari O ho ho gayi main matwari Main jhum koyal ban jau Main jhum koyal ban jau Babul ka bhaag sajaau re Naihar ke geet main gaaun re Bulbul udhati mainna Udhati o mainna udhati Bulbul udhati mainna udhati Main bhi pankh lagau Titali ban ke udh udh jau Hath kisi ke na aau Ho hath kisi ke na aau Sabnam ko hasana sikhau Babul ka bhaag sajaau re Naihar ke geet main gaaun re Naihar ke geet main gaaun Babul ka bhaag sajaau re Naihar ke geet main gaaun re.

More songs from Do Dulhe

Naihar Ke Geet Main Gaaun Lyrics - Do Dulhe (1955) | Indian Film History