Tumhe Jo Pyar Kiya Lyrics | Do Roti

                        
                        aa tumhe jo pyar kiya
tumhe jo pyar kiya, hamne kya gunah kiya
ye kis kusur me tumne hame tabah kiya ha
tumhre karan
tumhre karan hamar jiya jaye re
tumhre karan
tumhre karan hamar jiya jaye re
tumhre karan
ho tumhre karan hamar jiya jaye re
tumhre karan hamar jiya jaye re

tumhare ishq me jina hame mohal hua
aa tumhare ishq me jina hame mohal hua
aa hamara aur papihe ka ek haal hua
tumhre karan
tumhre karan hamar jiya jaye re
tumhre karan
tumhre karan hamar jiya jaye re
tumhre karan
ho tumhre karan hamar jiya jaye re
tumhre karan hamar jiya jaye re

jaan de ham tumko bedarda
tum ho bade beiman aa
de do hamara dil hame vapas
aeji hoga bada ehsaan aa
ki tumhre karan
tumhre karan hamar jiya jaye re
tumhre karan, tumhre karan
tumhre karan
tumhre karan hamar jiya jaye re
jiya jaye re
tumhre karan hamar jiya jaye re
tumhre karan hamar jiya jaye re
jiya jaye re

tumhre karan hamar jiya jaye re
tumhre karan hamar jiya jaye re