Indian Film History

O Karni Bharni Ke Dum Se Lyrics

From Do Sholay (1977)

Duration
5:20
O karni bharni ke dum se hi Chalta ye sansar Nakda nakdi sauda hai ye Kahi hota nahi udhar Bhul kar ke tu bhul jaye Bhul kar ke tu bhul jaye Aye jan ke khawe jo dhokha Ek din bande dena padega Har din ka lekha Ho har din ka lekha Har din ka lekha Ho har din ka lekha Kab pad jaye gale me fanda Samjh na sakta pagal banda Apni mauj masti ki khatir Kya kya karta hai tu dhanda Kya kya karta hai tu dhanda Hosh tujhe aa jayega Aa jayega Hosh tujhe aa jayega Jab bhed khulega tera Ek din bande dena padega Har din ka lekha Har din ka lekha Har din ka lekha Ho har din ka lekha Is dharti ka aisa pani Pap na chadta kahi jawani Apne man ke hi bas rahta Na karna tu ye manmani Na karna tu ye manmani Dunia ki buraiyo ka tu Burayio ka tu Dunia ki buraiyo ka tu Le baitha hai theka Ek din bande dena padega Har din ka lekha Har din ka lekha Har din ka lekha Ho har din ka lekha Bhul kar ke tu bhul jaye Bhul kar ke tu bhul jaye Aye jan ke khawe jo dhokha Ek din bande dena padega Har din ka lekha Ho har din ka lekha Har din ka lekha Ho har din ka lekha.

More songs from Do Sholay

O Karni Bharni Ke Dum Se Lyrics - Do Sholay (1977) | Indian Film History