Indian Film History

Kitne Hi Salon Se Lyrics

From Do Ustad (1982)

Lyricist
Verma Malik
Duration
6:00
Kitne hi salo se main tere khyalo se Main karti rahi hu pyar Ha karti rahi hu pyar Aaj tu karib hai jaga nashib hai Dil mein shama ja ek bar Dil mein shama ja ek bar Waqt meharban hai raat bhi jawan hai Aur khubsurat ghadi ha Ab kyu ye duriya kaisi majburiya Main tere samne khadi Aaj ang ang apna har rang dhang apna Kar dungi tujhpe nisar Dil mein shama ja ek bar Ho dil mein shama ja ek bar Kitne hi salo se main tere khyalo se Main karti rahi hu pyar Ho karti rahi hu pyar Gore rukhsar ye uspe nikhar ye Kar gaye hai jadu Ho dekh ke sabab ko khilte gulab ko Dil mein nahi kabu Husn tera tauba tauba kaise sabal hoga Jalwe tere besumar Ho dil mein shama ja ek bar Kal the jo sapne aaj hue apne Jinagi mein aayi bahar Wo mulakat hai ye aaj wo raat hai ye Jiska mujhe tha intezar Har subah sham lekar tera hi naam lekar Bachpan diya hai gujar Ho dil me shama ja ek bar.

More songs from Do Ustad

Kitne Hi Salon Se Lyrics - Do Ustad (1982) | Indian Film History