Indian Film History

Aaka Ka Baaka Lyrics

From Do Ustad (1959)

Duration
3:25
Ri ri ka raka aaka ka Baka baka ka taka Barli ka naka d Uniya dhamaka Kadam kadam Pe chhodo ek patakha Ri ri ka raka aaka Ka baka baka ka taka Barli ka naka Duniya dhamaka Kadam kadam Pe chhodo ek patakha Garibo ka ye jina haye Jale hai dekh dekh sina Kam to karta budha kallu Maje se khaye sambhu kaka Ri ri raka aaka ka baka baka ka taka Barli ka naka dunia dhamaka Kadam kadam pe chhodo ek patakha Tumhe jo aata hai jhukana Thukega lala ye jamana Dunia hai jalim manegi usko Jo ho uska chacha Ri ri raka aaka ka baka baka ka taka Barli ka naka dunia dhamaka Kadam kadam pe chhodo ek patakha Kaisi nigahe teri kafir haye Raste pe luta hai musafri Haye aaj tamasha ho gaya ulta Daku pe pad gaya daka Ri ri raka aaka ka baka baka ka taka Barli ka naka dunia dhamaka Kadam kadam pe chhodo ek patakha Galyio ke jhum jhum gaya Husn ko ishk sikhata Mera gana bada maje ka Rock and roll ka chacha Ri ri raka aaka ka baka baka ka taka Barli ka naka dunia dhamaka Kadam kadam pe chhodo ek patakha Ri ri raka aaka ka baka baka ka taka Barli ka naka dunia dhamaka Kadam kadam pe chhodo ek patakha Tha tha tha tha tha tha.

More songs from Do Ustad

Aaka Ka Baaka Lyrics - Do Ustad (1959) | Indian Film History