Mita Kar Har Tamannaa Aaj Lyrics | Do Yaar

                        jamane ab to khushi ho bat teri man li maine

mita kar har tamnna aaj payal baandh li maine

mita kar har tamnna

karu kya sochati hu pesh tumko mere mehamano

hai mere pas kya baki hai mere pas kya kya baki
jara socho to mere deewano
adaye bech di maine wafa nilaam ki maine
jamane ab to khushi ho bat teri man li maine
jamane ab to khushi ho bat teri man li maine
mita kar har tamnna

sada madhur deta hai nahi hai geet hontho pe

mikddar ne mujhe lakar mikddar ne mujhe lakar
nachaya aaj kotho pe
jara aakar bithaai roshan bajar ki maine