Ek Din Aur Aa Gaya Lyrics | Door Ka Raahi

Lyricist : Shailendra
Music Director : Kishore Kumar , Kishore Kumar
Singer : Manna Dey
                        
                        Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya

Kali nagin si giri
Rehna kajrari
Sehmi sehmi si hai
Nagari hamari
Kali nagin si giri
Rehna kajrari
Sehmi sehmi si hai
Nagari hamari
Deke awaz thaka
Ho o deke awaz thaka
Man dukhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya

Phir wahi raat kathin
Chhup gaye tare
Phir wahi raat kathin
Chhup gaye tare
Abhi se bujne lage
Deep hamare
Dur badi dur savera
Dur badi dur ujala
Dur badi dur savera
Dur badi dur ujala
Dur hai aahshao ka
Dur kinara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Ek din aur gaya.