Indian Film History

Najaro Se Kah Do Lyrics

From Doosara Aadmi (1977)

Duration
5:05
Najaro se kah do pyar Me milne kaa mausam Ho milne kaa mausam aa gaya Najaro se kah do pyar Me milne kaa mausam Ho milne kaa mausam aa gaya Baho me bahe dal ke Khilne kaa mausam Ho khilne kaa mausam aa gaya Najaro se kah do pyar Me milne kaa mausam Ho milne kaa mausam aa gaya Kannu kannu are baba janu S…… roko na tum muje Jara suno to…… Iss pyar se tera hath laga Lahara gaye kesu mere Iss pyar se tera hath laga Lahara gaye kesu mere Are kuchh bhi najar aata Nahi masti me mujhe tere pare Kandhe peh… Kandhe peh mere Julf ke dhalne kaa mausam Dhalne kaa mausam aa gaya Baho me bahe dal ke Khilne kaa mausam Ho khilne kaa mausam aa gaya Tum mil bhi gaye phir bhi Dil ko kya jane kaisi aas hai Tum mil bhi gaye phir bhi Dil ko kya jane kaisi aas hai Tum pas ho phir bhi Hontho me jane kaisi pyas hai Hontho ki… Hontho ki thandi aag Me jalne kaa mausam He jalne kaa mausam aa gaya Najaro se kah do pyar Me milne kaa mausam Ho milne kaa mausam aa gaya.

More songs from Doosara Aadmi

Najaro Se Kah Do Lyrics - Doosara Aadmi (1977) | Indian Film History