Imaan Ka Asar Lyrics | Dor

                        
                        Jalati dhup mein halaki
Hawa chal gayi
Mila bhrosha yar kaa
Ja phir sambhal gayi

Khwahis sans le
Zanjeere pigal gayi
Saba ummid ko mathe
Peh yu mal gayi

Sune sehrao mein
Hasrat pali hain
Hi tufan mein aaj

Yeh shamma jali hain

Sayad hai yeh dosti
Ya iman kaa asar
Sayad hai yeh dosti
Ya iman kaa asar
Aage kya likha
Hamko kya khabar
Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar

Din mehak mehak gaya
Rat machal machal gayi
Chah jara tha abb magar
Niyat badal badal gayi

Ho bechain jindagi suku paye
Hoy dil ki yeh aarju
Lab peh toh aaye

Sayad hain yeh dosti
Ya iman kaa asar
Sayad hai yeh dosti
Ya iman kaa asar
Aage kya likha
Hamko kya khabar
Iman kaa asar

Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar

Jalati dhoop mein halaki
Hawa chal gayi
Mila bhrosha yar kaa
Ja phir sambhal gayi

Kaisa saj hai tanha
Ja behal gayi
Dhimi si tal par
Aasaye machal gayi
Sune sehrao mein
Hasrat pali hain
Hi tufan mein aaj yeh
Shamma jali hain

Sayad hain yeh dosti
Ya iman kaa asar
Sayad hain yeh dosti
Ya iman kaa asar
Aage kya likha
Hamko kya khabar
Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar.