Indian Film History

Yehi To Hai Sansaar Hamara Lyrics

From Dost (1989)

Lyricist
Indeevar
Duration
7:07
Chhota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Kami koi mahsus na hogi Kami koi mahsus na hogi Saath hai tere pyar hamara Chhota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Sita tu muskati rahna Sukh achal mein simat ayenge Saath suhagan nahi to kya hain Saath suhagan nahi to kya hain God bharayi hum gayenge Chhota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Gaj raja tera bhai bada Raksha ko tere pas khada Gaj raja tera bhai bada Raksha ko tere pas khada Is tote ka kya kahna Jaise mith boli bahna Hanumanta hai sewak Sanjiwni bhi lade jo Hanumanta hai sewak Sanjiwni bhi lade jo Pahli pahli ye najuk bela Sambhalegi tujhe ban mata Pahli pahli ye najuk bela Sambhalegi tujhe ban mata Apnapan adar hamdardi Mamta bhara guljar hamara Chota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Ram mile to phir kyu sita Karne lagi mayke ki chinta Pyar jo do se teen bana hain Pyar jo do se teen bana hain Jeevan aba rangin bana hain Chota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Hathi ki bhi hain pathshala Khelo mein sabak sikha dala Hathi ki bhi hain pathshala Khelo mein sabak sikha dala Jhil aur jharne gate hain Sher bhi hath milate hain Sadiyo tak rahe pyar amar Bandhi ayodhya se badkar Sadiyo tak rahe pyar amar Bandhi ayodhya se badkar Ho rajkumar hain ankho ka tara Suraj jaisa deep hamara Mat pita bhagwan hamare Banta har ik prani pyara Chhota sa pariwar hamara Yahi to hain sansar hamara Chota sa pariwar hamara Yahi to hain sansar hamara Kami koi mahsus na hogi Kami koi mahsus na hogi Saath hai tere pariwar hamara Chota sa pariwar hamara Yahi to hain sansar hamara Chhota sa pariwar hamara Yahi to hain sansar hamara.

More songs from Dost

Yehi To Hai Sansaar Hamara Lyrics - Dost (1989) | Indian Film History