Indian Film History

Duniya Jab Jalatee Hai Lyrics

From Dost (1974)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:09
Duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai Duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai Ha ha duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai Kisi ki nazar buri bankar chhuri Jab dil peh chalti hai Hai rey bada majja hain Duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai Zindagi kya hai, ek tamanna hi toh hain Tamanna ki suno sahib yahi tarif hoti hain Yeh reh jaye jo dil mein toh badi taklif hoti hain To zindagi kya hain ek tamanana hi toh hain Aur yeh tamanana jab tadap Tadap kar sine sey nikalti hai Hai rey bada maja hain Duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai Zindagi kya hai, ek hasina hi toh hain Hasina sirf aurat ko nahi kehte jamane mein Yahi ek naam aakhir kyun Likha hain har fasane mein Toh zindagi kya hain ek hasina hi toh hain Aur yeh hasina jab pyar ki Sej par karwate badalti hai Hai rey bada maja hain Duniya jab jalati hai hai rey Bada majja aata hai Kisi ki nazar buri bankar Chhuri jab dil peh chalti hai Hai rey bada maja hain Duniya jab jalati hai hai, bada maja Bada maja aata hai.

More songs from Dost

Duniya Jab Jalatee Hai Lyrics - Dost (1974) | Indian Film History