Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya Lyrics | Dostana

                        
                        Mere dost kissa yeh kya ho gaya
Mere dost kissa yeh kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Mere dost kissa yeh kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Dua badua de yeh mumkin nahin
Dua badua de yeh mumkin nahin
Mujhey tu daga de yeh mumkin nahin
Khuda jaane kya
Khuda jaane kya majara ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Agar mang le tu yeh jaane jigar
Agar mang le tu yeh jaane jigar
Tuje jaan de du main ye jaankar
Ke haque dosti ka
Ke haque dosti ka aada ho gaya

Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Quamat se kam yaar ye gam nahi
Quamat se kam yaar ye gam nahi
Ki tu aur main rah gaye hum nahi
Mera yaar mujse
Mera yaar mujse juda ho gayaa
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Mere dost kissa yeh kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya.