Indian Film History

Dil Ko Laga Ke Lyrics

From Dr. Z (1959)

Music
Manohar
Duration
3:30
Dil ko laga ke bhul se Dil ka nisha mita diya Dil ka nisha mita diya Hamne bhari bahar me Apna chaman jala diya Apna chaman jala diya Dunia ki har jafa sahi Kuch bhi magar na kah sake Dunia ki har jafa sahi Kuch bhi magar na kah sake Humne wafa ke nam par Jo kuch bhi tha luta diya Jo kuch bhi tha luta diya Shikwa kisi se kya kare Marzi hai ye nasib ki Shikwa kisi se kya kare Marzi hai ye nasib ki Chaha jise mita diya Chaha jise bana diya Dil ka nisha mita diya Leke falak ke chand ko Koi kare to kya kare Leke falak ke chand ko Koi kare to kya kare Apna to ek chand tha Dunia ne jo chupa diya Dunia ne jo chupa diya Kisko khabar thi pyar me Jal jal ke khak honge hum Kisko khabar thi pyar me Jal jal ke khak honge hum Khak hai kya jaha mili Jisko mili uda diya Jisko mili uda diya.

More songs from Dr. Z

Dil Ko Laga Ke Lyrics - Dr. Z (1959) | Indian Film History