Indian Film History

Jahaan Prem Ka Lyrics

From Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)

Singers
Hemlata
Duration
4:06
Jahaan prem ka paavan diyara jale Jahaan bole bachan tab neer bhare Usi angana mein usi dvaare pe Beete hamara bhi jeevan raam kare Jahaan prem ka paavan diyara jale Kaun nadi ki ham hain laher Kaha aake mila re kinaara Jog likhe bin ham naahi Aisa milan hamaara Bin charanon mein Ab na ghar na pare jahaan Prem ka paavan diyara jale Jis ka naahi apna koi Jo kah de use apna le Us ki karuna us ki daya Ka utare na karaj utaare Jiya jahaan hai vahi ji mare Jahaan prem ka paavan diyara jale Jahaan bole bachan tab neer bhare Usi angana mein usi dvaare pe Beete hamara bhi jeevan raam kare Jahaan prem ka paavan diyara jale.

More songs from Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye

Jahaan Prem Ka Lyrics - Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) | Indian Film History