Jawan Tum Ho Jawan Ham Hai Lyrics | Duniya

                        
                        Jawan tum ho, jawan hum hai
Ye pyar tum se ho gaya hai
Jawan tum ho, jawan hum hai
Ye pyar tum se ho gaya hai
Milan ka ek pal, gazab khuda ka
Jigar me nashtar chubho gaya hai
Jawan tum ho

Ye gram reti ye pav nazuk
Aji na jao, padenge chhale
Ye gram reti ye pav nazuk
Aji na jao, padenge chhale
Meri ummido ka tum ho suraj
Meri ummido ka tum ho suraj
Tumhare dam se hai ye ujale
Jawan tum ho, jawan hum hai
Ye pyar tum se ho gaya hai
Milan ka ek pal, gazab khuda ka
Jigar me nashtar chubho gaya hai
Jawan tum ho

Vo thandi lharo me kab hai thandak
Jo mere sine ki aag me hai
Vo thandi lharo me kab hai thandak
Jo mere sine ki aag me hai
Vo git mojo me kab milega
Vo git mojo me kab milega
Jo mere sanso ke rag me hai
Jawan tum ho, jawan hum hai
Ye pyar tum se ho gaya hai
Milan ka ek pal, gazab khuda ka
Jigar me nashtar chubho gaya hai
Jawan tum ho

Na aage jao, hai ghara pani
Phir uspe shola hai ye jawani
Na aage jao, hai ghara pani
Phir uspe shola hai ye jawani
Tumhare tapate huye badan se
Tumhare tapate huye badan se
Lagegi jal me agan suhani
Jawan tum ho, jawan hum hai
Ye pyar tum se ho gaya hai
Milan ka ek pal, gazab khuda ka
Jigar me nashtar chubho gaya hai
Jawan tum ho, jawan hum hai
Ye pyar tum se ho gaya hai
Jawan tum ho.