Indian Film History

Hum Chal Rahe The Lyrics

From Duniya Na Mane (1959)

Singers
Mukesh
Duration
3:25
Hum chal rahe the, wo chal rahe the Magar duniyawalon ke dil jal rahe the Hum chal rahe the, wo chal rahe the Magar duniyawalon ke dil jal rahe the Hum chal rahe the Wohi hai fizayein wohi hai hawayein Magar pyaar ki ab nahi wo adayein Wohi hai fizayein wohi hai hawayein Magar pyaar ki ab nahi wo adayein Bulayein hum unako, magar wo na aayein Hum chal rahe the, wo chal rahe the Magar duniyawalon ke dil jal rahe the Hum chal rahe the Unhein bhulakar bhi, bhulaa naa sakungaa Jo dil mein lagi hai bujhaa naa sakungaa Unhein bhulakar bhi, bhulaa naa sakungaa Jo dil mein lagi hai bujhaa naa sakungaa Main sapano ki duniya sajaa naa sakungaa Hum chal rahe the, wo chal rahe the Magar duniyawalon ke dil jal rahe the Hum chal rahe the.

More songs from Duniya Na Mane