Indian Film History

Ek Thaa Raja Lyrics

From Duniya Na Mane (1937)

Lyricist
Munshi Aziz
Duration
3:56
Ek Thaa Raaja Naani-Naani Gaana Haan Haan Suno To Ek Thaa Raaja Kyaa Achchhaa Gaana Hai Waah-Waah Ek Thaa Raaja Ek Thi Raani Donon Par Chhaayi Thi Jawaani Donon Par Chhaayi Thi Jawaani Preet Mein Donon Deewaane The Preet Mein Donon Deewaane The Sukh-Saagar Mein Bahte The Sukh-Saagar Mein Bahte The Prem-Nagar Ke Ek Mandar Mein Prem-Nagar Ke Ek Mandar Mein Donon Hil-Mil Rahte The Donon Hil-Mil Rahte The Raani Kahti Thi Man Meraa Moti Aa Aaa Raani Kahti Thi Man Meraa Moti Raaja Kahe Main Man Kaa Chor Raaja Kahe Main Man Kaa Chor Raani Kahti Chandrikaa Hoon Main Raani Kahti Raani Kahti Chandrikaa Hoon Main Raaja Kahtaa Thaa Main Hoon Chakor Raaja Kahtaa Thaa Main Hoon Chakor Raaja Kahtaa Thaa Main Hoon Chakor Prem-Chaandni Chaaron Aur Prem-Chaandni Prem-Chaandni Chaaron Aur Woh Hans-Hans Ke Karte The Shor Woh Hans-Hans Ke Karte The Shor Woh Hans-Hans Ke Karte The Shor Jaise Kooken Morni-Mor Jaise Kooken Morni-Mor Woh Hans-Hans Ke Karte The Shor Woh Hans-Hans Ke Woh Hans-Hans Ke Woh Hans-Hans Ke Aa Aaa Aaa Aaa Aaa Haan-Haan-Haan Hans Ke Haan-Haan-Haan Hans Ke Haan-Haan-Haan Hans Ke Haan-Haan-Haan Hans Ke Haan-Haan-Haan Hans Ke Haan-Haan-Haan Hans Ke Karte The Shor.

More songs from Duniya Na Mane

Ek Thaa Raja Lyrics - Duniya Na Mane (1937) | Indian Film History