Saiyaa Kyu Aayi Mujhe Angdayi, Haye Kaisi Ye Najar Milaayi Lyrics | Duniya Rang Rangili

                        
                        saiya kyu aaye mujhe angadai haye ye kaisi nazar milai
kate na ye tanhai mar na dale teri judai
tere bin dekha raha nahi jaye tere bin dekha raha nahi jaye
pyar ye mera tujhko bulaye pyar ye mera tujhko bulaye
sune kab bat jiya harjai bol ye kaise lagan lagai
kate na ye tanhai mar na dale teri judai

kabhi sharamau kabhi ghabrau kabhi sharamau kabhi ghabrau
bat mai dil ki kaha batau bat mai dil ki kaha batau
kahe hazar najar sharmaye haye re jalim teri duhai
saiya kyu aaye mujhe angadai haye ye kaisi nazar milai

khile jab nile gagan par tare khile jab nile gagan par tare
aan ke milna nadi kinare aan ke milna nadi kinare
nahi gum aaj jo ho ruswai pyar ki ab to kasam khai
kate na ye tanhai mar na dale teri judai